Blogger Me 404 (Page Not Found) Ke Error Ko Fix Kaise Kre


Hello Dosto…  Pichhle Post Me Maine Bataya Tha 404 Ka Error Kya Hota Hai, Or Aaj Ke Is Post Me Hm Janege Blogger Me 404 Ke Error Ko Fix Kaise Kre. Jb Hm Koi Blog Publish Karte Hai Phir Jb Hm Ya Koi User Us Blog Ke Url Ko Type Karke Open Krta Hai, Lekin Type Karne Me Thodi Si Bhi Mistake Ho Jati Hai To Use 404 Ka Massage Show Hota Hai. Jiski Wajah Se User Hmare Page Ko Close Kr Deta Hai Or Dusri Site Pr Chala Jata Hai. Isliye Hme 404 Ke Error Ko Fix Krne Ki Jaroorat Hoti Hai.

 404 Ke Error Ko Fix Kaise Kre


To Dosto Hm Blogger Me 404 Ke Error Ko Fix Kaise Kre Ke Bare Me Baat Karege. Jiske Baad Jb Koi User Apke Post Ka Galat Url Bhi Type Karke Open Karega, To Use 404 Not Found Ka Error Show Nhi Hoga Balki Blogger Use Hmare Home Page Pr Redirect Kr Dega. Jiska Fayda Ye Hoga Ki User Hmari Site Pr Hi Rehega. Kyoki Hmare Liye To Ek - Ek User Bhi Important Hai. En Chhoti Chhoti Kami Ya Galti Ki Wajah Se Hame Apne Bahut Se User (New Or Old) Ko Khona Pt Skta Hai. Jo Ek Blogger Ke Liye Sahi Nahi Hai.

Top 21 Product Submission sites list 2016



Blogger Me 404 Ke Error Ko Fix Ya Redirect Kaise Kre Iske 2 Tareeke Hai..
1. Edit Html
2.Using Javascrip

     To Chaliye Pahle Jante Hai Edit Html Ki Madad Se Hm Ise Kaise Fix Krege
1. Pahle Apne Blog Ko Login Kre…
2. Fir Uske Baad Dashboard Pr Click Kre…
3. Dashboard Pr Click Karne Ke Baad Template Pr Click Kre…
4. Template Pr Click Krne Ke Baad Edit Html Pr Click Kre…
5. Uske Baad Apke Samne Ek Html Coding Box Open Ho Jayega, Us Coding Box Me Kahi Bhi Click Krke Ctrl+F Press Kre <Head> Likhe Or Enter Press Krke Find Kre….
6. Uske Baad Is Code Ko Copy Kre Or <Head> Ke Niche Paste Kr De….
<b:if cond='data:blog.pageType == "error_page"'>
Oops! Page does not exist. We are redirecting you to home page.
<meta content='5;URL=http://helpforallseo.blogspot.in' http-equiv='refresh'/>
</b:if>

7. Paste Krne Ke Baad http://helpforallseo.blogspot.in Ki Jagah Pr Apna Url Type Kr De..
8. Or Fir End Me Save Template Pr Click Krke Save Kr De…..

 404 Page Not Found fix kaise kre


Top 70 Free Image Sharing Sites list 2016 | Photo Sharing Sites

Free Instant Approval Dofollow Directory Submission Sites List 2016


    Using Javascrip
1. Pahle Apne Blog Ko Login Kre…
2. Fir Uske Baad Dashboard Pr Click Kre…
3. Iske Baad Setting Pr Click Kre..
4. Setting Pr Click Krne Ke Baad Search Preferences Pr Click Kre…
5. Ab Custom Page Not Found Ke Sath Me Edit Pr Click Kre….
6. Niche Diya Code Ko Copy Kre Or Us Box Me Paste Kr De….

Sorry, the page you were looking for in this blog does not exist. You will be redirected to homepage shortly. <script type = “text/javascript”> //Blogger 404 Redirect v1.0 (makingdifferent.com) BSPNF_redirect = setTimeout(function() { location.pathname= “http://helpforallseo.blogspot.in” }, 5000); </script>

 404 Ke Error Ko Fix Kaise Kre

7. Or End Me Save Pr Click Kre……
Dosto Etna Krne Ke Baad Apka 404 Ka Error (Page Not Found)Redirect (Fix) Ho Jayega. Iske Baad Aap Ise Check Kr Sakte Hai, Apne Blog Ki Post Ka Url Open Krke Kuchh Character Kaat Do Or Fir Dekho Apka Url Redirect Hokr Home Page Open Ho Jayega……..

Top 50+ Ping Submission Sites List 2016 | Free Ping Submission Sites List

Ager Post Sahi Lage To Share Karna Na Bhoole….

No comments